Friday, March 16, 2012

6 comments:

  1. Above is the feeling Regarding Faculty at CTB, Ministry of Home Affairs, Bangalore.

    Vijay Nama

    ReplyDelete
  2. i understand your feeling, it is nice.........girija

    ReplyDelete
  3. shabdon me kya rup or bhav bhar diya hai aapne,
    bhavnaon se samman ki aakrity ukera hai aapne,
    kahte hai keval jeevdharion me jaan hoti hai,
    lekin shabdon ki in panktiyon me pran bhar diya hai aapne,
    sari bat samajh me aai par ek bat bataiga,
    satya ko satya or asatya ko asatya me kya arth hai jara ye samjhaiega,
    apni jankari ke anusar ek pankti bata rahi hun,
    ab comment to banta hai na bhai isliye gushtakhi kar rahi hun,
    "SATYA ME CHHIPE ASATYA OR ASATYA ME CHHIPE SATYA KO BATAYA AB KYA BOLEN "
    bas ek gujaris hai ki ise ek salah hi mane,
    jaruri nahi ki aap ise apni kavita me dalen......girija.

    ReplyDelete
    Replies
    1. jarur ise ham hamaaree kahaanee kaa hissaa banaaege

      Delete
  4. mere khyal se "ADHURE KA PURA BANAYA " ki jagah me "ADHURE KO PURA BANAYA" ho to kaisa rahega.....girija

    ReplyDelete